Sanam Rendition of “Taarif Karoon Kya Uski” originally Sung by Mohammad Rafi, This version is sung by Sanam Puri, composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by SH Bihari and it features Sanam Puri, Samar Puri, and Venky S.
Singer – SANAM
Lyricist – SH Bihari
Music – Omkar Prasad Nayyar
Cast – Sanam Puri, Samar Puri, Venky S
Music Label – Saregama
TAARIF KAROON LYRICS
Yeh chand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Ikk cheez qayamat bhi hai
Logon se suna karte the
Tumhe dekh ke maine maana
Woh theek kaha karte the
Woh theek kaha karte the
Hai chaal mein teri zaalim
Kuch aisi bala ka jaadu
Sau baar sambhala dil ko
Par ho ke raha bekabu
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Yeh chand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taarif karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Jisne tumhein banaya
Jisne tumhein banaya
_______________________________________________________________________
Visit this also –
Song Credits:
Song: Sooraj Dooba Hain Subha Hone Na De
Singers: Nakash Aziz, Aditi Singh Sharma
Music Recreated by: Abhijit Vaghani
Video: Ahmed Khan
Music Label: T-Series
Release Date: 2017
Added by
Comments are off this post