“SEEDHA SAADHA (REPRISE)” SONG INFO

Seedha Saadha Lyrics (Reprise)
Khudgarz hain teri ye sab khwahishein
Karta hai dil yeh tujhse guzarishein
Ab tu badal na lena tere raaste
Ishq se bhi tujhe ishq zyada karoon
Mujhme tera hi to jee raha hai junoon
Aur kya ab main tujhse kahoon
Sidha sadha, dil sidha sadha
Mera kam hai tera zyada …
Sidha sadha, dil sidha sadha
Mera kam hai tera zyada …
Sunta hai dil mera
Tune jo baatein kahin
Ho.. baatein yeh teri
Main maanu ya maanu nahi
Tune sapne mujhko jo diye hain
Tu hai ab dena inko manzilein..
Ik tere vaaste yeh jahan chhod doon
Saari saansein meri tujhse hi jod loon
Aur kya ab main tujhse kahoon
Sidha sadha, dil sidha sadha
Mera kam hai tera zyada …
Sidha sadha, dil sidha sadha
Mera kam hai tera zyada …
_____________________________
Such a mind blowing song…!
Added by
Comments are off this post